Saturday, June 1, 2013

Intazaar.........

Intazaar ............
kyu ham kisika intazaar itna karate he ki puri zindagi hame aur kuch samaj nahi aata..........jab samane koi na ho to aisa lagata he ki hamari saath koi hona chahie.....jab hota he to ye lagata he ki kya ye vahi he jiska hame intazaar tha.......par ye sab to upar wala hi janata he.......ki kab kya hone vala he.....bas sache dil se jie jav and khushiya bate jav.....intazaar sirf pyar karane valo ka nahi hota....ye to vo ahesaash he ki jiski hame hamesha se aash raheti he..........vo kam milega ? ya kab aayega uska besabarise ham intazaar karate he.....ek maa apane bache ke janam ka intazaar karati he.......9 mahine jav vo usko apane khokh me palati he..uske liye bahot sare sapane bunti he ......vo uski zindaki ka sahara banega.....aur bahot kuch jo ek maa sochati he.....vo maa intazaar karati he apane bache ka is duniya me aane ka......vo he intazaar........ ek bacha jab school me betha he ki jab school ki chhuti hogi to uske papa usse lene aayenge......vo chhuti k baad scholl ke gate par apane papa ka intazaar karata he.......ki ab papa aayenge ......vo he intazaar...... ek ladaki jo shadi ke jode me saji dhaji bethi he ......vo sochati he ki ab aayega mera dhulha aur muje apane saath le jayega .....vo saje jode me apane dulhe ka intazaar karati he ............vo he intazaar...........jab meera apaen gite me apane krishan ko yaad karati he.......aur sochati he kabhi to aayega mera krishana........ vo he intazaar........sirf premi nahi karate ek dusare ka intazaar...........ye sirf ek lamaha he jo ham sab chahate he ki kisi na kisi tarah haamri zindagi me aaye.....chahe vo kisi bhi roop me ho.........

jese muje intazaar he ki ye likhane ke baad isse koi padhe ...........ye mera intazaar he ............intazaar..........

1 comment:

  1. har ek intezaar k saath ek ummeed juri hui hai. ek aisi ummeed jo kehti hai ki wo mere paksh me hogi, fir doosre hi pal sochti hai k na jane kya hoga. ummeed karo aur zaroor karo jisme jeene ki chah ho. hatash na ho, kyunki har ek galti jo hamhe zindagi se milti hai, wo kuchh na kuchh hame sikhati hai.

    ReplyDelete